App ko pata hai ke
App ko pata hai ke duniya ki sub say khubsurat cheez daikhi nahi jati, mehsoos ki jati hai,jesay hawa ka jonka, shehd ki mithaas, jaisay phoolon ki hushboo, jaisay payar, Jantey ho sub say khubsurat ihsas kya hai, Aap ka Sath. By Nazish
karo na plz karo na
karo na plz karo na jaldi karo na mughe acha lage ga 1 barhamare payar ki khatir karo na kisi ko pata nahin chale ga plz sirf 1 acha sa sms kero na plzprince
chandmei sat tera khusoorat cheera
chandmei sat tera khusoorat cheera nasarata hai
glulab kei phool mei sey tere mehti khusboo aathi hai
sitaron say tere husati hoin batan yaad athi hain
aur aik aik paal mien teri dil mei yaad athi hai.soph
Har Sooraj Ki Kiran Roshni
Har Sooraj Ki Kiran Roshni De App Ko
Chand Ki Har Chandni Thandak De App Ko
Barish Ki Har Boond Tazgi De App Ko
Darakht Ka Har Pata Chaoun De App Ko
Hum App Ko Kia De Sakte Hain
Magar Har Dene Wala Khushi De App KoJeet (Mumbai)
Kabhi Roke Muskuraye Kabhi Muskurakar
Kabhi Roke Muskuraye Kabhi Muskurakar Roye
Teri Yaad jab Bhi Aayi Tujhe Bhula Kar Roye
Ek Tera Hi Naam Tha Jise Hazar Bar Likha Tha
Jise Khush Ho Kar Likha Tha Usse Mitakar RoyeJeet (Mumbai)
Kam Aakhir Jazbaye Dil Is
Kam Aakhir Jazbaye Dil Is
Tarah Aa Hi Gaya
Dil Is Tarah Se Un Ke Liye Tarpa
Unko Pyar Aahi Haya Jeet (Mumbai)
Khuda Ke Liye Ab Be
Khuda Ke Liye Ab Be Rukhi Se Kam Na Le
Tarap Ke Phir Koyi Daman Ko Tere Tham Na Le
Zamane Bhar Mein Hain Charche Meri Tabahi Ke
Mein Daraha Hoon Kahin Koyi Tera Naam Na Le Jeet (Mumbai)
Kiya Kahoon Tujhe
Khawab Kahoon To
Kiya Kahoon Tujhe
Khawab Kahoon To Toot Jaye Ga
Dil Kahoon To Bikhar Jaye Ga
Aa Tera Naam Zindagi Rakh Doon
Mout Se Pehle Tera Sath Na Choot Paye Ga Jeet (Mumbai)
Koyi Aankhoun Se Bat Kar
Koyi Aankhoun Se Bat Kar Leta Hai
Koyi Aankhoun Mein Mulaqat Kar Leta Hai
Bara Mushkil Hota Hai Jawab Dena
Jab Koyi Khamosh Reh Kar Sawal Kar Leta Hai Jeet (Mumbai)
Mat Cheen Apna Naam
Mere Lab
Mat Cheen Apna Naam
Mere Lab Se Is Tarah
Is Be Naam Zindagi Mein
Tera Naam Hi To Hai Jeet (Mumbai)
Meine Khuda Se Ek Dua
Meine Khuda Se Ek Dua Mangi
Dua Mein Bus Apni Mout Mangi
Khuda Ne Kaha Mout To Mein Tujhe
De Sakta Hoon Magar
Us Ka Kiya Karoon Jisne Dua Mein
Teri Lambi Umar Mangi Jeet (Mumbai)
Meine Mana Teri Aankhein Nahin
Meine Mana Teri Aankhein Nahin Khulti Magar
Din Nikalne De Ujalon Se Preshan Na Ho
Apni Zulfo Mein Utarti Huyi Chandni Ko Chupa
Mere Bikhre Huye Balo Se Preshan Na Ho Jeet (Mumbai)
Meine Us Se Poocha Dhoop
Meine Us Se Poocha Dhoop Mein
Barish Hoti Hai
Wo Haste Haste Rone Lagi
Or Dhoop Mein Barish Hone Lagi Jeet (Mumbai)
Mera Ek Inkar Tere Har
Mera Ek Inkar Tere Har Inkar Se Acha Hoga
Mera Ek Din Teri Har Raat Se Acha Hoga
Yaqeen Na Aaye To Apni Doli Se
Jhank Kar Dekh Lena
Mera Janaza Teri Baraat Se Acha Hoga Jeet (Mumbai)
Mere Dil Ki Har Dharkan
Mere Dil Ki Har Dharkan Tumhare Liye Hai
Meri Har Dua Tumhari Muskurahat Ke Liye Hai
Tumhari Har Ada Mere Dil Ko Churane Ke Liye Hai
Ab To Meri Zindagi Tumhare Intizar Ke Liye Hai Jeet (Mumbai)
Meri Yaad Tumhein Zaroor Aaye
Meri Yaad Tumhein Zaroor Aaye Gi
Yaad Tumhari Ankhoun Mein Ashk Bhar Laye Gi
Jab Tu Meri Yaad Ko Dil Mein Yunhi Jalaye Gi
Tab Meri Yaad Tujh Ko Or Bhi Sataye Gi Jeet (Mumbai)
Mout Pe Bhi Mujhe Yakeen
Mout Pe Bhi Mujhe Yakeen Hai
Tum Per Bhi Aitabar Hai
Dekhna Hai Pehle Kon Aata Hai
Humein Dono Ka Intizar Hai Jeet (Mumbai)
Pyar Agar Nahin Tha To
Pyar Agar Nahin Tha To Ikrar Kion Kiya
Wafa Nahin Karni Thi To Bewafayi Kion Ki
Sach Kehna Mushkil Tha To Jhoot Kion Bola
Tor Kar Dil Ek Masoom Ka Usse Barbad Kion Kiya Jeet (Mumbai)
Raat Ko Raat Ka Tohfa
Raat Ko Raat Ka Tohfa Nahin Dete
Phool Ko Phool Ka Tohfa Nahin Dete
Dene Ko Hum App
Ko Chand Bhi De Sakte Hain Lekin
Chand Ko Chand Ka Tohfa Nahin Dete Jeet (Mumbai)
Raat Hogi to Chand Dikhayi
Raat Hogi to Chand Dikhayi Dega
Khawabo Mein Tujh Ko Mera Hi
Chehra Dikhayi De Ga
Yeh Mahabbat Hai Zara Soch Kar Karna
Ek Aansoo Bhi Gira To Sunayi Dega Jeet (Mumbai)
Shikwa Bhi Nahi Lab Per
Taqdeer
Shikwa Bhi Nahi Lab Per
Taqdeer Ke Mare Hain
Daman Bhi Hamara Hai
Aansoo Bhi Hamare Hain Jeet (Mumbai)
Talash Karo Koyi Tumhein Mill
Talash Karo Koyi Tumhein Mill Hi Jaye Ga
Magar Meri Tarah Tumhein Kon Chahe Ga
Zaroor Koyi Chahat Ki
Nazar Se Tumhein Dekhe Ga
Magar Pyar Karne Wala
Hamara Dil Kahan Se Laye Ga Jeet (Mumbai)
Taqdeer Ka Gham Dunya Mein
Taqdeer Ka Gham Dunya Mein Sitam
Har Haal Mein Sehna Parta Hai
Shiqwa Bhi Zuban Per Late Hain
Khamosh Bhi Rehna Perta Hai Jeet (Mumbai)
Teri Har Ada Mahabbat Si
Teri Har Ada Mahabbat Si Lagti Hai
Ek Pal Ki Judayi Sadiyoun Se Lagti Hai
Pehle Nahin Socha Tha Ab Sochne Laga Hoon
Zindagi Ke Har Lamhe Mein Teri Zaroorat Si Lagti Hai Jeet (Mumbai)
Tu Jab Mere Qareeb Hoti
Tu Jab Mere Qareeb Hoti Hai
Haal Dil Ka Ajeeb Hota Hai
Kisi Ko Meri Or Mujhe Teri Tamanna Hai
Dekhna Hai Ab Kon Kis Ka Naseeb Hota Hai Jeet (Mumbai)
Tum Badle Jahan badla
Badli Nazar
Tum Badle Jahan badla
Badli Nazar Zamane Ki
Ye Khuch Aansoo Hain
Nishani Dil Lagane Ki Jeet (Mumbai)
Tum Hasti Ho Mujhe Hasane
Tum Hasti Ho Mujhe Hasane Ke Liye
Tum Roti Ho Mujhe Rulane Ke Liye
Tum Ek Bar Rooth Kar To Dekho
Mar Jaoun Ga Tumhein Manane Ke Liye Jeet (Mumbai)
Tumam Umar Zindagi Se Door
Tumam Umar Zindagi Se Door Rahe
Teri Khushi Ke Liye Tujh Se Door Rahe
Ab Is Se Barh Kar Wafa Ki Saza Kiya Hogi
Ke Tere Ho Kar Bhi Tujh Se Door Rahe Jeet (Mumbai)
Tumhein Dekhoon Tumhare
Chahne Walo Ki
Tumhein Dekhoon Tumhare
Chahne Walo Ki Mehfil Mein
Mahabbat Ki Qasam
Itni Kahan Taqat Mere Dil Mein Jeet (Mumbai)
Un Se Bichar Ke Jeena
Un Se Bichar Ke Jeena
Bhi Mumkin Nahin
Aisi Ajeeb Qismat Hai Meri
Un Ko Apnana Bhi Mumkin Nahin Jeet (Mumbai)
Yaad Karte Hain Tumhein Tanhayi
Yaad Karte Hain Tumhein Tanhayi Mein
Dil Dooba Hai Ghamo Ki Gehrayi Mein
Humein Mat Dhoond Na Dunya Ki Bheer Mein
Hum Milein Ge Tumhein Tumhari Parchayi Mein Jeet (Mumbai)
Yaad Mein Teri Aansoo Bahata
Yaad Mein Teri Aansoo Bahata Hai Koyi
Har Saans Ke Sath Tujhe Yaad Karta Hai Koyi
Mout To Sach Hai Aani Hai
Lekin Teri Judayi Mein Har Roz Marta Hai Koyi Jeet (Mumbai)
Ye Dil Tere Liye Beqarar
Ye Dil Tere Liye Beqarar Aaj Bhi Hai
Meri Aankh Ko Tera Intizar Aaj Bhi Hai
Tu Aaye Gi Ye Umeed Hai Mujhe
Tujh Ko Pane Ke Liye Tera Deewana Aaj Bhi Hai Jeet (Mumbai)
Yeh Sheeshe Yeh Sapne Yeh
Yeh Sheeshe Yeh Sapne Yeh Dhage
Kise Kiya Khabar Hai Kahan Toot Jayein
Mahabbat Ke Darya Mein Tinke Wafa Ke
Na Jane Kis Mor Per Yeh Doob Jayein Jeet (Mumbai)
Zindagi Ae Zindagi Humein
Tum
Zindagi Ae Zindagi Humein
Tum Se Koyi Tamanna Kab Hai
Mein To Is Aas Per Jee Raha
Hoon Ke Marna Kab Hai Jeet (Mumbai)
Zindagi Hai Nadaan Is Liye
Zindagi Hai Nadaan Is Liye Chup Hoon
Dard Hi Dard Hai Subah Sham Is Liye Chup Hoon
Sochta Hoon Keh Doon Zamane Se Apni Dastan
Lekin Us Mein Aaye Ga Tera Naam Is Liye Chup Hoon Jeet (Mumbai)
Zindagi Mein Hamesha Naye Log
Zindagi Mein Hamesha Naye Log Milein Ge
Kahin Zyada To Kahin Kam Milein Ge
Tum Aitbaar Zara Soch Kar Karna
Mumkin Nahi Har Jagah Tumhein Hum Milein Ge Jeet (Mumbai)
Chand Ki Chandni Hogi
Sitaro Ki
Chand Ki Chandni Hogi
Sitaro Ki Baraat Hogi
Wo Din Khush Naseeb Hoga
Jis Din Tujh Se Baat Hogi Jeet (Mumbai)
Ek Larki Mujhe Gham Or
Ek Larki Mujhe Gham Or Aansoo De Gayi
Jab Khuch De Na Saki To Ruswayi De Gayi
Meri Zindagi Se Jate Huye Nishani Ke Tor Per
Kitni Mahabbat Se Mujhe Tanhayi De Gayi Jeet (Mumbai)
Taqdeer Ne Is Dil Per
Itne
Taqdeer Ne Is Dil Per
Itne Zakham Lagaye
Muskurane Ko Dil Chaha
To Aansoo Nikal Aaye Jeet (Mumbai)
Zamane Ko Dushman Banaya Tha
Ek
Zamane Ko Dushman Banaya Tha
Ek Tujhe Apnaya Tha
Qabar Tak Yaad Rakhoon Ga
Kisi Bewafa Se Dil Lagaya Tha Jeet (Mumbai)
Aarzoo Hai Tumhein Door Se
Aarzoo Hai Tumhein Door Se Dekhne Ki
Magar Paas Nahin Aana Chahta
Tamanna Nahin Tumhein Apnane Ki
Magar Khona Bhi Nahin Chahta Jeet (Mumbai)
Dosti Ghazal Hai Gun Gunane
Dosti Ghazal Hai Gun Gunane Ke Liye
Dosti Naghma Hai Sunane Ke Liye
Yeh Woh Jazba Hai Jo Sab Ko Nahin Milta
Kion Ki Hosla Chahiye Dosti Nibhane Ke Liye Jeet (Mumbai)
Kaash Bana Ne Wale Ne
Kaash Bana Ne Wale Ne Dil
Sheeshe Ka Banaya Hota
Kam Se Kam Torne Wale Ke
Haath Mein Zakham To Aaya Hota Jeet (Mumbai)
Ishq Karna Asaan Nahin Hota
Duriyan
Ishq Karna Asaan Nahin Hota
Duriyan Barhne Se Pyar Kam Nahi Hota
Waqt Bewaqt Ho Jati Hain Aankhein Nam
Kion Ki Yaadon Ka Koyi Mosam Nahin Hota Jeet (Mumbai)
Kudu Se Thora Reham Le
Kudu Se Thora Reham Le Lete
Aap Ke Zakhmo Ka Marham Khareed Lete
Agar Kahin Bikti Khushiyan Meri
To Sari Bech Kar Aapka Har Gham Khareed Lete Jeet (Mumbai)
Har Dil Mein Ek Raaz
Har Dil Mein Ek Raaz Hota Hai
Baat Ko Batane Ka Ek Andaaz Hota Hai
Jab Tak Thokar Na Lage Bewafayi Ki
Har Kisi Ko Apne Pyar Per Naaz Hota Hai Jeet (Mumbai)
Meine Us Se Mahabbat Ki
Meine Us Se Mahabbat Ki
Zindagi Bhar Saath Nibhane Ke Liye
Us Ne Mujh Se Mahabbat Ki
Ek Din Sath Chor Jane Ke Liye Jeet (Mumbai)
Ek Lamhe Mein Usne Zindagi
Ek Lamhe Mein Usne Zindagi Sawar Di
Ek Lamhe Mein Usne Zindagi Ujar Di
Kasoor Us Ka Nahin Mera Tha
Jo Un Do Lamho Mein Meine Zindagi Guzardi Jeet (Mumbai)
Dosti Ke Naam Pe Deewane
Dosti Ke Naam Pe Deewane Chale Aate Hain
Shama Ke Peeche Parwane Chale Aate Hain
Tu Meri Zindagi Mein Nahin Aana Chahti Na Aa
Per Aana Meri Mout Par
Us Din To Begane Bhi Chale Aate Hain Jeet (Mumbai)
Aaj Phir Se Aankhein Nam
Aaj Phir Se Aankhein Nam Kion Hai
Jisse Paya Nahin Usse Khone Ka Gham Kion Hai
Tum Se Milkar Bichre To Ehsas Huya
Ke Zindagi Itne Kam Kion Hai Jeet (Mumbai)
Mehfil Na Sahi Tanhayi To
Mehfil Na Sahi Tanhayi To Milti Hai
Milan Na Sahi Judayi To Milti Hai
Kon Kehta Hai Mahabbat Mein Khuch Nahin Milta
Wafa Na Sahi Bewafayi To Milti Hai Jeet (Mumbai)
Safar Mein Dhoop Hogi Chal
Safar Mein Dhoop Hogi Chal Sako To Chalo
Sabhi Hain Safar Mein Tum Bhi Chal Sako To Chalo
Yahan Koyi Kisi Ko Rasta Nahin Deta
Mujhe Gira Ke Tum Sambhal Sako To Chalo Jeet (Mumbai)
Mujhe Itna Pyar Mat Karo
Mujhe Itna Pyar Mat Karo
Ke Dunya Mein Mashhoor Ho Jaoun
Dekho Tum Mujh Se Bewafayi Mat Karna
Aisa Na Ho Ke Teri Bewafayi Mein
Dunya Ko Chorne Ke Liye Majboor Ho Jaoun Jeet (Mumbai)
Log Apna Bana Ke Chor
Log Apna Bana Ke Chor Dete Hain
Rishta Gero Se Jor Lete Hain
Hum To Ek Phool Bhi Na Tor Sake
Log To Dil Bhi Tor Dete Hain Jeet (Mumbai)
Yaado Ke Basere Mein
Har
Yaado Ke Basere Mein
Har Pal Tum Rehti Ho
Paas Nahi Ho Tum To Kiya Huya
Aansoo Bankar Har Pal Tum Behti Ho Jeet (Mumbai)
Kitna Bebas Hai Insan Apni
Kitna Bebas Hai Insan Apni Kismat Ke Aage
Kitne Benoor Hain Sapne Hakikat Ke Aage
Koyi Ruki Si Dhadkan Se Pooche
Kitna Tarapta Hai Dil Mahabbat Ke Aage Jeet (Mumbai)
Jo Had Se Na Guzar
Jo Had Se Na Guzar Jaye Wo Pyar Hi Kiya
Jo Pyar Karne per Majboor
Na Karde Wo Ikrar Hi Kiya
Intizar To Sab Karte Hain Saanse Tutne Tak
Per Jo Sath Na De Wo Pyar Hi Kiya Jeet (Mumbai)
Phoolo Ki Tarah Hansti Raho
Phoolo Ki Tarah Hansti Raho
Kaliyoun Ki Tarah Muskurati Raho
Khuda Se Sirf Itna Mangta Hoon Ke
Tum Mujhe Hamesha Yaad Aati Raho Jeet (Mumbai)
rab se aap ki khushi
rab se aap ki khushi mangtay hain,duaoon main aap ki hansi mangtay hain,sochtay hain k kia mangay aap se,chalo umar bhar ki dosti mangtay hain.shah gee
jab raat ki tarikii madham
jab raat ki tarikii madham pari....chiryoon nay apnay geet khatm kiyay ....koyal kay koko ki soor yoo khamosh hoi....jesay meray dil kay angan mien .... koi aa ker chala gaya ho.ashee
yaad me uski aahen bharta
yaad me uski aahen bharta hai koi, har saans ke saath use yaad karta hai koi. maut sachai hai ek roj aani hai, lekin uski judai me har roz marta hai kio varun
poocha jo oon sy ky
poocha jo oon sy ky chand nikla hy kes taraha, baloon ko rukh py dal ker jatka dya ky youn mian
Exams ke 4 din pehle
Exams ke 4 din pehle syllabus dekha to yaad aaya, Kuch To Hua Hai Kuch Ho Gaya Hai, Exams ke din paper dekh kar yaad aaya, Sab Kuch Alag Hai Sab Kuch Naya Hai megh
What is love?
dukh
littale happyness
little fun
mager
What is love?
dukh
littale happyness
little fun
mager buht muskilat
ma to love nahi karooo ga
because ma zinda rahna chta hooIMRAN
pholoon ki mehak ko churaya
pholoon ki mehak ko churaya nahin jata,suraj ki kirnoon ko chupaya nahin jata,kitni bhi duriyan hoon per ap jesey doston ko bhuley se bhi bhulaya nahin jatta .noorlam
if u find frend...better or
if u find frend...better or sweeter then me....go a head i will stop U.. but when those frend leaves u .....GO BACK I WILL STELL HERE 2 KICk U.....& SAY hogai tasalli sam
Na chao kisi ko itna..
Ke....Chahat...tu mhari
Na chao kisi ko itna..
Ke....Chahat...tumhari mujbor Banjye...
Chaho Kisi koo... itna ......
Ke tumhara payr uskk liya zaroori ban jaye.......faizan's"
Tujhe dekhe bina teri tasweer
Tujhe dekhe bina teri tasweer banadoon ..
Tujhe mile bina tera hal batadoon ..
Hai meri dosti me itna dum ..
Ke teri aankh ka aansoon apni aankh se giradoon .. !! Altamash Shaikh .. !!
tujhse pyar hai mujhe yah
tujhse pyar hai mujhe yah janti hoon main.
mohabbat eak mukadas lafz hai yah janti hoon main.
tera naam main kaise loon sharam mujhe aati hai.
bus dil hie main naam lay kar hasti jati hoon main.
tera mujhe dakh kar muskarana aaj tak yaad hai.
woh lamha yaad kar ke sochti jati hoon main.
teri batain.teri hasi teri yon dakhna.
bus yonhi soch kar kahian kho jati hoon main.
tera naam lay kar tujhe dakh kar khush hona
ausay pyar kahtay hain yah janti hoon main
tera mera milan kabhi na hoga shayad.
yah soch kar gamgen hoo jati hoon main.
mere pass to teri tasveer bhi koe nehain.
bus tera tasawar saath rakh kar so jati hoon main.
kaash hum dono apni mohabbat ka azhaar kar lain.
yah kabhi nahain hoon sakta yah janti hoon main Bukhari
Tumsay doori ka ihsas sataney
Tumsay doori ka ihsas sataney laga.
Tere sathh guzra her lamaha yaad aney laga
Jub bi koshish ki tuje bhulane ki
Tu dil ke aur kareeb aney laga. By Sana
Ankhon ko chahay koi bi
Ankhon ko chahay koi bi manzer dakhai dey.
bus ik shaks is main braber dakhai dey
woh jitni bi muj say kerey berukhi
utna hasseen pehley say bher ker dakhai dey By Shumaila