humne socha tha k shayad
humne socha tha k shayad humhe chahte hain apko
per apke chahne walon ka to kafla nikla,
dil ne kaha shikayat karen khuda se,
per khuda khud bhi apko chahne wala nikla. zulfiqar
REQUEST hai Thumse REFUSE mat
REQUEST hai Thumse REFUSE mat karna, Friendship ka Bulp ko FUSE mat karna,
Hum Dost hai Thumare CONFUSE mat hona, Meri Jagaha kisi ko CHOOSE mat karna....Manju
I wish UGreat start 4
I wish UGreat start 4 MondayNo obstacle 4 tuesday No stress 4 wednesday Smile 4 ThursdayBig dua 4 Friday Party 4 Saturday & great fun 4 Sunday Have a beautiful & smart week!Dr.Said Rasul
Zindagi kisi ki mohtaj nahi
Zindagi kisi ki mohtaj nahi hoti,
Dosti sirf jazbaat se nahi hoti,
kuch tu khayal aaya hoga khuda ko,
Varna yunhi app ki hum se mulakat na hotiMukhoji
Raat ko raat ka tohfa
Raat ko raat ka tohfa nahi dete,dil ko jazbaat ka tohfa nahi dete,hum tu tumhe chand bhe de dete magar chand ko chand ka tohfa nahi dete. Mukhoji
Tumko dekha to ye khyal
Tumko dekha to ye khyal aaya, Tumko dekha to ye khyal aaya, Tumko dekha to ye khyal aaya, Tumko dekha to ye khyal aaya...Ki tumko dekhkar hi ye khyal kyon aaya.? Ranju
Kaun kehta hai judai hogi,
Kaun kehta hai judai hogi, Ye afwaah kisi dushman ne udai hogi. Thaath se rahenge aapke dil mein, Kuch jagah to humne bhi banai hogishailesh rai
Chote se dil ke afsane
Chote se dil ke afsane bahut hai,
Zindagi se zyada zakhm bahut hai,
Maar dalti kab ki ye duniya.
Par dosto ki duao mai
Asar Bhut hai priya
Yeh Chamakte Sitare Kis Kaam
Yeh Chamakte Sitare Kis Kaam Ke
Yeh Haseen Nazare Kis Kaam Ke
Jise Toofan Se Takrana Acha Lage
Uske Liye Kinare Kis Kaam Ke Jeet (Mumbai)
Tamana Khuch Bhi Nahin
Ek
Tamana Khuch Bhi Nahin
Ek Tere Deedar Ke Siva
Zindagi Adhoori Hai Meri
Tere Pyar Ke SivaJeet (Mumbai)
Toofan Mein Kashti Ko Kinare
Toofan Mein Kashti Ko Kinare Bhi Mill Jate Hain
Jahan Mein Logo Ko Sahare Bhi Mill Jate Hain
Dunya Mein Sab Se Pyari Hai Zindagi Lekin
Khuch Log Zindagi Se Bhi Pyare Mill Jate HainJeet (Mumbai)
Har Koyi Pyar Ke Liye
Har Koyi Pyar Ke Liye Tarapta Hai
Har Koyi Pyar Ke Liye Rota Hai
Mere Pyar Ko Galat Mat Samajh Na
Pyar To Dosti Mein Bhi Hota Hai Jeet (Mumbai)
Log Kehte Hain Ki Itni
Log Kehte Hain Ki Itni Dosti Mat Karo
Ke Dost Dil Per Sawar Ho Jaye
Mein Kehta Hoon Dosti Itni Karo Ke
Dushman Ko Bhi Tum Se Pyar Ho Jaye Jeet (Mumbai)
Teri Dosti Mein Ek Nasha
Teri Dosti Mein Ek Nasha Hai
Tabhi To Yeh Dunya Hum Se Khafa Hai
Na Karo Hum Se Itni Dosti
Ke Dil Pooche Teri Dharkan Kahan HaiJeet (Mumbai)
Yaad Na Karo Gi To
Yaad Na Karo Gi To Sataoun Ga
Rootho Gi To Manaoun Ga
Ro Gi To Hasaoun Ga
Dost Hoom Mein Tumhara Saaya Nahin
Jo Adhere Mein Saath Chor Jaoun GaJeet (Mumbai)
Jis Dil Mein Teri Chahat
Jis Dil Mein Teri Chahat Thi
Us Dil Ko Meine Tor Diya
Badnaam Na Tujhe Hone Doon Ga
Is Liye Tera Naam Hi Lena Chor DiyaJeet (Mumbai)
Waqt Mile To Humein Yaad
Waqt Mile To Humein Yaad Karlena
Pal Pal Na Sahi Din Mein Ek Baar Kar Lena
Dost Honge App Ke Hazar
Per Humein Bhi Ek Baar Yaad KarlenaJeet (Mumbai)
Tu Paas Nahin To Dil
Tu Paas Nahin To Dil Beqarar Apna Hai
Ke Hum Ko Tera Nahin Intizar Apna Hai
Mile Koyi Bhi Mein Tera Zikar Cher Deta Hoon
Ke Jaise Sara Jahan Raazdar Apna Hai
Jeet (Mumbai)
PYAR KARNEWALE KABHI KISISE RUTHTE
PYAR KARNEWALE KABHI KISISE RUTHTE NAHIN
PYAR KARNEWALE KABHI KISIKO MANATE NAHIN
PYAR KARNEWALE KABHI KABHI PYAR MAIN KUTCH AISE KHO JATE HAIN
KI PYAR KA ISHAR BHI KARTE NAHINJeet (Mumbai)
KABHI KABHI RISHTEY KUTCH AISE
KABHI KABHI RISHTEY KUTCH AISE BAN JATE HEY
JAHA BINA SAATH KE BHI EHSAS NAZAR AA JATE HEY
YUN TO HUMAREE MULAKAT AAPSE KAFI KAM HUEE HEY
PAR YAKEEN MANIYEGA EK HI PAL MAIN KAI BAR APKE EHESASO SE MULAKAT KAR AATE HAINJeet (Mumbai)
Mout Ke Bad Yaad Araha
Mout Ke Bad Yaad Araha Hai Koyi
Mitti Meri Qabar Se Utha Raha Koyi
Ae Khuda Do Pal Ki Mohlat Or Dede
Udaas Meri Qabar Se Jaraha Hai KoyiJeet (Mumbai)
Aankhoun Per Aansoo Ki Lakeer
Aankhoun Per Aansoo Ki Lakeer Ban Gayi
Kabhi Socha Na Tha Aisi Taqdeer Ban Gayi
Hum Ne To Pheri Thi Yunhi Ret Per Ungliyan
Gor Se Dekha To Teri Tasweer Ban GayiJeet (Mumbai)
Hathoun Mein Hoti Hai Lakeerein
Hathoun Mein Hoti Hai Lakeerein Hazar
Kisi Lakeer Mein Gham Chupa Hota Hai
To Kisi Mein Khushiyoun Ki Bahar
Per Na Jane Woh Kon Si Lakeer Hai
Jis Mein Mere Naseeb Mein Likha Hai Tumhara PyarJeet (Mumbai)
Khushiyon Per Fizaoun Ka Pehra
Khushiyon Per Fizaoun Ka Pehra Hai
Najane Kis Umeed Per Dil Tehra Hai
Teri Aankhoun Se Jhalakte Dard Ki Qasam
Yeh Dosti Ka Rishta Pyar Se Gehra HaiJeet (Mumbai)
Kabhi To Ki Hogi Suraj
Kabhi To Ki Hogi Suraj Ne Chand Se Mahabbat
Is Liye To Chand Mein Daag Hai
Mumkin Hai Ki Hogi Chand Ne Suraj Se Bewafayi
Tabhi To Suraj Mein Aag HaiJeet (Mumbai)
Aaja Mahabbat Ka Mosam Nahin
Aaja Mahabbat Ka Mosam Nahin Guzra
Aaja Ke Paharo Per Abhi Bhi Baraf Jami Hai
Khushiyoun Ke Jazeero Se Sitaro Ki Had Tak
Is Shahar Mein Sab Khuch Hai Bas Ek Teri Kami HaiJeet (Mumbai)
Aise To Koyi Bhi Tanha
Aise To Koyi Bhi Tanha Nahin Hota
Chah Kar Koyi Khud Kisi Se Juda Nahin Hota
Mahabbat Ko Aksar Majbooriyan Hi Le Doobti Hain
Warna Kehne Ko To Koyi Bhi Bewafa Nahin HotaJeet (Mumbai)
Apne Hathoun Ki Lakeero Mein
Apne Hathoun Ki Lakeero Mein Basa Le Mujh Ko
Mein Hoon Tera To Naseeb Apna Banale Mujh Ko
Mujh Se Tu Poochne Aayi Hai Wafa Ke Mani
Yeh Teri Sada Dilli Maar Na Dale Mujh KoJeet (Mumbai)
Apne Sare Gham Mujhe Dedo
Apne Sare Gham Mujhe Dedo
Mein Sari Khushiyan Tujhe Deta Hoon
Jo Sochi Thi Kabhi Khud Ke Liye
Wo Sari Duayein Tujhe Deta HoonJeet (Mumbai)
Bara Arman Tha Tere Sang
Bara Arman Tha Tere Sang Jeewan Bitane Ka
Shikwa Hai To Bus Tere Khamosh Reh Jane Ka
Deewangi Is Se Barh Kar Kiya Hogi
Aaj Bhi Intizar Hai Tere Aane KaJeet (Mumbai)
Bari Aziyat Se Jee Raha
Bari Aziyat Se Jee Raha Hoon Mein
Aankh Mein Boond Nahin
Dil Se Roraha Hoon Mein
Lab Hilte Nahin Hain To Kiya Huya
Dil Se Tumhein Dua De Raha Hoon MeinJeet (Mumbai)
Be Rukhi Se Dekha Tha
Be Rukhi Se Dekha Tha
Tune Jane Se Pehle
Bus Yehi Gham Mujh Ko
Satata Rahe Ga Umar BharJeet (Mumbai)
Banishan Manzilo Ke Safar Per
Kabhi
Banishan Manzilo Ke Safar Per
Kabhi Niklo To Jano Ge
Hum Jaise Musafir
Kion Ghar Ka Rasta Bhool Jate HainJeet (Mumbai)
Chaho To Dil Se Mujh
Chaho To Dil Se Mujh Ko Mita Dena
Chaho To Mujh Ko Bhoola Dena
Par Ye Vaada Karo Ke
Kabhi Meri Yaad Aaye
Rona Mat Sirf Muskura DenaJeet (Mumbai)
Chehre Per Banawat Ka Gussa
Chehre Per Banawat Ka Gussa
Aankhoun Se Chalakta Pyar Bhi Hai
Is Mahabbat Ko Kiya Kahiye
Inkar Bhi Hai Iqrar Bhi HaiJeet (Mumbai)
Darde Dil Dekho Kitne Gham
Darde Dil Dekho Kitne Gham Jhele Hain
Un Ko Kiya Pata Dil Mein Zakhmo Ke Mele Hain
Un Ki Mehfil Ki Khwahish Thi Mujhe
Dekho Zindagi Mein Aaj Hum Kitne Akele Hain
Dil Ki Dharkan Dharka Gaya
Dil Ki Dharkan Dharka Gaya Koyi
Meri Zindagi Ko Mehka Gaya Koyi
Hum To Anjani Rahon Pe Chal Rahe They
Achanak Hi Manzil Dikha Gaya KoyiJeet (Mumbai)
Dil Ne Tere Pyar Per
Dil Ne Tere Pyar Per Majboor Mujhe Kar Diya
Is Jahan Ki Har Khushi Se Door Mujhe Kar Diya
Jis Qadar Dil Tere Paas Aana Chahta Tha
Is Qadar Dunya Ne Tujh Ko Door Mujh Se Kar DiyaJeet (Mumbai)
Dunya Se Nahin Tanhayi Se
Dunya Se Nahin Tanhayi Se Darte Hain
Pyar Se Nahi Ruswayi Se Darte Hain
Milne Ki To Bahat Chahat Hai Mujhe
Per Milne Ke Bad Judayi Se Darte HainJeet (Mumbai)
Ek Din Hamare Aansoo Hum
Ek Din Hamare Aansoo Hum Se Pooch Bethey
Humein Roz Roz Kion Bulate Ho
Hum Ne Kaha Hum Yaad Un Ko Karte Hain
Tum Kion Chale Aate HoJeet (Mumbai)
Nasha Ajeeb Sa Huya Hai
Nasha Ajeeb Sa Huya Hai Ajj Phir
Woh Meri Rooh Mein Utri Hai Aaj Phir
Door Bahat Mujh Se Rahti Hai Woh Magar
Mere Kareeb Se Woh Guzri Hai Ajj PhirJeet (Mumbai)
Gham Ka Shikwa Kabhi Na
Gham Ka Shikwa Kabhi Na Kiya
Gham To Cheez Hi Aisi Hai
Tum Khush Raho Hamara Kiya
Hamari To Taqdeer Hi Aisi HaiJeet (Mumbai)
Guzre Huye Kal Ki Yaad
Guzre Huye Kal Ki Yaad Aati Hai
Khuch Lamho Se Aankhein Bhar Aati Hain
Wo Rangeen Shaam Udaas Doob Jati Hai
Jub Aap Jaise Dost Ki Yaad Aati HaiJeet (Mumbai)
Hadse Kiya Kiya Teri
Be Rukhi
Hadse Kiya Kiya Teri
Be Rukhi Se Ho Gaye
Sari Dunya Ke Liye
Hum Ajnabi Se Ho GayeJeet (Mumbai)
Hum Dosti Ka Farz Nibhate
Hum Dosti Ka Farz Nibhate Rahein Ge
Waqt Be Waqt App Ko Satate Rahein Ge
Dua Karo Umar Lambi Ho Hamari
Warna Yaad Ban Kar Zindagi
Bhar Rulate Rahein GeJeet (Mumbai)
Hum Gham_E_ Zindagi Ke Mare
Hum Gham_E_ Zindagi Ke Mare Hain
Har Bazi Jeet Ke Hare Hain
Meri Jholi Mein Jitne Pathar hain
Sab Mere Doston Ne Hi Mare HainJeet (Mumbai)
Hum Haste Hain To Woh
Hum Haste Hain To Woh Samajhte Hain
Ke Humein Aadat Hai Muskurane Ki
Lekin Woh Nadan Kia Samjhe
Ke Yeh Bhi Ek Ada Hai Gham Chupane KiJeet (Mumbai)
Hum Ne Chaha Bhi To
Hum Ne Chaha Bhi To Izhar Karna Na Aaya
Kat Gayi Umar Sari Per Humein Pyar Karna Na Aaya
Is Ne Mangi Bhi To Sirf Judayi Mangi
Or Humein Inkar Karna Na AayaJeet (Mumbai)
Hum Se Door Jaou Ge
Hum Se Door Jaou Ge Kaise
Dil se Humein Bhulaou Ge Kaise
Hum To Wo Khushboo Hain
Jo Aap Ki Sanso Mein Baste Hain
Khud Ki Sanso Ko Rok Paou Ge KaiseJeet (Mumbai)
Is Dunya Mein Tumhein Dost
Is Dunya Mein Tumhein Dost Kam Milein Ge
Is Dunya Mein Tumhein Gham Hi Gham Milein Ge
Jis Mor Per Dunya Tumhara Sath Chore Gi
Us Mor Per Tumhein Hum Milein GeJeet (Mumbai)
Is Udaas Muskurahat Ke
Peeche Gham
Is Udaas Muskurahat Ke
Peeche Gham Ke Mele Hain
Ab Tumhein Kiya Batayein
Tum Bin HumKitne Akele HainJeet (Mumbai)
Jab Bhi Tujh Se Milne
Jab Bhi Tujh Se Milne Ki Taqdeer Nazar Aayi
Mujhe Peroun Mein Bandhi Zanjeer Nazar Aayi
Teri Yaad Mein Nikal Pare Mere Aansoo
Har Aansoo Ke Katre Mein Teri Tasweer Nazar AayiJeet (Mumbai)
Jab Pyar Karna Seekh Liya
Jab Pyar Karna Seekh Liya
To Pyar Nibhana Bhi Seekh Liya
Jab Aaye Us Ki Yaad To
Palkoun Ko Jhukana Bhi Seekh Liya
Koyi Dekh Na Le Ye Aansoo Mere
Har Gham Mein Muskurana Bhi Seekh LiyaJeet (Mumbai)
Muje ye dar hai
Wo
Muje ye dar hai
Wo nibah k kisi marhale per
Ye Aa k keh de k ab nahi
Mare dil ko tari zaroraat....Ali
kab tak chupay raho gay
kab tak chupay raho gay phoolo ki aadh mai...... kabhi to milogay lunda bazar mai...hahahhahhaNaveed Jafri
Saari khushiyan hain mohhabbat ki
Saari khushiyan hain mohhabbat ki zamane ke liye
Maine to pyaar kiya hai aansu bahane ke liye
Kaash ye jasba-e-dil kaam to aa jaata kabhi
unke hothon pe mera naam to aa jaata kabhi
yaad kar lete mujhe bhul hi jaane ke liye
saari khushiyan hain mohhabbat ki zamane ke liye Goldy
dil ki galion mein koi
dil ki galion mein koi gumna ho
teri meri dosti kam na ho
tu kushh rahe sada yeh dua hai meri
jaldi se sahil ka sms parle
kya pata kal ho na ho By Sahil
KHUSBO KI TARHA APP K
KHUSBO KI TARHA APP K PAAS BIKHAR JAIGAY,
SUKOON BAN K AAP K DIL MAY UTAR JAIGAY,
MAHSOOS KARNAY KI KOSISH TO KI JAI,
DOOR HOTAY HOWA B PAAS NAZAR AAI GAY,suman
kab tak hum say baat
kab tak hum say baat nahi karo gay tum,jab hum chale jayengay tab humme yaad karo gay tum,talash karo gay faryad karo gay tum,hum bohot dhoor chale jayen gay to kya karo gay tum????????????? By Dosti