Evolution of Man:
Shadi se
Evolution of Man:
Shadi se pahale: HERO No. 1
Shadi ke baad: COOLIE No. 1
Shadi se pahale: Meine Pyar Kiya.
Shadi ke bad: Meine pyar kiyun kiya? By Adhy
Wo dil,dil nahin hota,jis mein
Wo dil,dil nahin hota,jis mein pyar nahin hota,
Wo pyar,pyar nahin hota,jo chahat mein bekarar nahin hota
Thoda tadapna.thoda machalna,tou hai mohabbat ki ada,
Jo in raahon se na guzre, wo yaar,yaar nahin hota. saya
Yeh dil ka zakhm tumne
Yeh dil ka zakhm tumne diya hai to koi baat nahin,
Yeh jigar ka dard agar tumne diya hai to koi baat nahin,
Majaal kiski thi ki kehta mujhe deewana, magar
Yeh tumne kaha hai to koi baat nahin...... saya
KAUN KAHETA HAI TUJHKO BHULA
KAUN KAHETA HAI TUJHKO BHULA RAKHA HAI,
TERE GULSHAN KO AAJ BHI MEHAKA RAKHA HAI,
AAKAR DHEKH JA TERI YAADON KE ZAKHAM,
PHIR BHI DHEKH TERI TASVEER KO AAJ BHI SEENE SE LAGA RAKHA HAIsaya
Ek alag si pehchan banne
Ek alag si pehchan banne ki aadat hai Hme
Zakhm h jitna gehra utna muskurane ki adt hai Hme
Sab kch luta dete hai Dsti me
Q k Dsti nibhane ki adat hai hume saya
Kisi ko apni khubiyo ka
Kisi ko apni khubiyo ka ehsas nahi hota,
Aap jaise dosto ka milna itfak nahi hota,
Achha kuchh kiya hoga hamne,
Varna aap ho sath hamare,
Ye visvas nahi hota.saya
Meri Aankhon me tum ho
Meri Aankhon me tum ho ,meri saanson me tum ,
mere dil me basi haijo woh dhadkan ho tum.......
jo bhi dekhe tujhe woh ho jaye fida
meri jaana tu mujse na kabhi hona juda
aaja mere kareeb aa likhe apni kahani
main ban jaoon raja tera aur tu meri rani.
yaaden dil me basi hai jo use kaise mita de
jo bitaye hai milke pal unhe kaise bhula de saya
Khushi k LIYE Gum kurban
Khushi k LIYE Gum kurban ,
Hasi k LiyeAAnsoo kurban,.
Pyar,k Liy Dil kurban,
Mere Dost Tere Liye To Jaan Kurban,
Aur ladki k Liye Yaar Tu bhi kurban! saya
EK DIN JAB HUM DUNIA
EK DIN JAB HUM DUNIA SE CHALE JAENGE,
MAT SOCHNA APKO BHUL JAENGE,
BAS EK BAR ASMAN KE TARAF DEKHNA,
MERE PAIGAM SITARO PAR AAPKE LIYE LIKHE NAZAR AAENGE. saya
TUJHE Apna Mukkdr Batate Hai
TUJHE Apna Mukkdr Batate Hai Hum,
Khuda K Baad Tere Aage Sir Jhukate Hai Hum.
dosti Ka Rishta Tod Mat Dena,
is Rishte K DumPar muskurate hai hum saya
Aapne hume phool ke kaabil
Aapne hume phool ke kaabil samjha
ye aapki meharbaani hay...
aapki Dheemi dheemi khushboo
ab meri zindagani hay...saya
Rastey Main Na Betho Hawa
Rastey Main Na Betho Hawa Tang Karegi Guzrey Hue Logon Ki Sada Tanng Karegi Na Chaho Kisi Ko Bhi Aghaaze Safar Main Agar Roth Gaye Tu Har Ek Ada Tang Karegi...saya
NAZRO SE SHURU HOTA HAI
NAZRO SE SHURU HOTA HAI PYAAR,
DO DILO ME EK SATH PANAPTA HAI PYAAR,
JO MUMKIN NAHI HAI IS DUNIYA ME KaiSE BHI,
AISE NA MUMKIN KAAM BHI KAR DIKHATA HAI PYAAR. saya
Tum mujhe bhool kar to
Tum mujhe bhool kar to dekho
Har khushi routh jayegi
Jab akele tum baithoge
Khud-ba-khud meri yaad aayegisaya
A mrey SMSjakar mara salam
A mrey SMSjakar mara salam kahana..
wo save kar ly to shukrya kahana..
wo delete kary to bewafa kahana..
or agar na parhy to ussy 1 rupya zaroor lana.. mehnazvenjhar
khayalon ki kiseahat ki aas
khayalon ki kiseahat ki aas rahti hai..
nigahon ko kise sorat ki piyas hoti hai..
tary bin kise cheez ki kami to nahi..
magar tary SMS bin tabyat udaas rahti hai Mmehnazvenjhar
Hasna hasana kisko gawara nahi
Hasna hasana kisko gawara nahi hota har musafir zindagi ka sahara nahi hota milte hain log is zindagi main bohot har koi dost tumsa pyara nahi hota Mukhoji
Mushkiloon se aap ki mulaqat
Mushkiloon se aap ki mulaqat na ho Udas betho kabhi aisi baat na ho Dua hey ke khushiyoon se saje zindagi aapki Bas hame pukar lena agar koi saath na ho Mukhoji
phir kaun hay jo aaj
phir kaun hay jo aaj humari jaga par hay,
tum nai tu kaha tha k hum sa koi nahin,
aik waqt wo k aap ki sachaiee bay misal,
aik waqt ye k aap sa jhoota koi nahin...Arsall (Arsalan Ahmed Ansari)
hum nay kab us say
hum nay kab us say mulakat ka wada chaha,
dur rah kar usay aur bhi ziyada chaha,
yaad aya mujhay wo bari shidat se,
bhool janay ka usay jub bhi erada chaha...Arsall (Arsalan Ahmed Ansari)
naie saal ki pehli kiran,khushiyon
naie saal ki pehli kiran,khushiyon ko paigham laiee hay,
samait lo sub khushi k rung,
fiza mien phoot'ti naiee roshni k rung..,
dil mien jaagti naiee umango k rung,
ankhon mien chamakti umeed k rung,
har raat mien chupi naiee subha k rung,
angan mien khile phool k rung,
har phoool mien mehakti khushboo k rung,
har phool mien khuahishon k rung,
ye sub rung hien humari chahaton k rung...Arsall (Arsalan Ahmed Ansari)
ye wehshatien,ye udasi ye rat
ye wehshatien,ye udasi ye rat jagon k azab,
osi ki hien ye enayaat us say ye keh dena,
wafa ki raah mien aaj bhi akaila hoon,
nahi hay mere sath koi aur us say ye keh dena... Arsall (Arsalan Ahmed Ansari)
hum dosti main hadsy ghuzar
hum dosti main hadsy ghuzar jain gy..
ye zindage aap k naam kar jain gy..
aap roya karen humin yaad kar k..
kion k hum aap k daman main itna piyar choor jain gy.. mehnazvenjhar
suna hai asar hota hai
suna hai asar hota hai baton main..
tum b bhool jao gy do chaar mulaqaton main..
hum sy rooth kar jao gay kahan..
tumhare to dosti ki lakeer hai in hathon main.. mehnazvenjhar
chaha tha us ko rooh
chaha tha us ko rooh ki gahraiyon k sath..
zinda hain apni zaat ki tanhaiyon k sath..
roka nahi us ko bicharny k waqt b..
apni wafa py naaz tha sachaiyon k sath..mehnazvenjhar
dil meinchupi baat ko ek
dil meinchupi baat ko ek baar jo pehchaan lete,
lab jo na keh paye woh aankho se jaan lete,
zuban humari himmat na kar payi,
lekin is dil ki dhadkan ko to kaash aap pehchaan lete Arsal
wo dil he kiya os
wo dil he kiya os se milne ki jo dua na karay,
mien usay bhool kar zinda rahon khuda na karay,
ye theek hay nahi marta koi judaiee mien,
khuda kisi ko kisi se magar juda na karay,
agar wafa pe bharosa rahay na duniya ko,
tu koi shakhs muhabbat ka hosla na karay,
rahay ga mera piyar us k saath zindagi bun kar,
ye aur bat hay meri zindagi wafa na karay.... Arsal
na ye kasoor tha teri
na ye kasoor tha teri zulphon ki
na khata thi ye meri aankho ki
ye haya hawa hi aisi diwani hui thi
uda ke in laton ko chupkese galoon ko tere chum rahi thi
hum ne aap ko dekha to kya ye hamari khata hui
dekha to aankhon ne par dil ne saza pai sagar
koi ik adh sapna hu
koi ik adh sapna hu tu phir acha bhi lagta hay...hazaroon khawab ankhoon me saja ker kuch nahain milta...use kehna k palkoon per na tankay khwab ki jhalar...samander k kinare gher bana ker kuch nahain milta sana mujahid
daby main daba daby main
daby main daba daby main khargosh..... dadi nain ankh mari dada behosh..flower
sub kuh Khudda se maang
sub kuh Khudda se maang liya tumko maang ker
ab uthte nahin hain haath mere es dua ke baad
Just 4 my love Chanda
Phool gulab ka hath say
Phool gulab ka hath say sarak gaya,
Buddi nai aankh mari budda latak gaya mehnazvenjhar
Aap Ikhlas Sey Mohabbat Ki
Aap Ikhlas Sey Mohabbat Ki Hay
Aap Ehsas Sey Mohabbat Kisp Mery Pass Nahi Hay Phir Bhi mehnazvenjhar
Aap Ki Yaad Sey Mohabbat
Aap Ki Yaad Sey Mohabbat Ki Hay
Main Aap Ko Kis Tarha Bhool Sakte Hoon
Main Ne AAP K Osaaf Sey Mohabbat Ki Hay
Kabhi To aap Ney Bhi Mujhe Yaad Kia Ho Ga
Main Ne Un Lamhao Sey Mohabbat Ki Hay
Jin Main Hoon Sirf Humare Baten
Main Ney Un Oqaat Sey Mohabbat Ki Hay
Or Jo Mehke Ho SirfAap KI Mohabbat Sey
Main Ne Un Jazbat Sey Mohabbat Ki Hay
Aap Sey Milna To Aab Khawab Sa Lagta Hay
Main Ney Aap K Intezar Sey Mohabbat Ki Haymehnazvenjhar
dunya main nahi hum dilon
dunya main nahi hum dilon main rahty hain..
hum sy milny ko log apna naseeb kahty hain..
jisny b ki hum sy dosti dunya waly us ko khush naseeb kahty hain..mehnazvenjhar
jawani k din chamkily ho
jawani k din chamkily ho gay..
or husaan k tewar nokily hogay.
hum izhaar karny main thory sy deely hogay..
Itne mainun k hath peely hogay...mehnazvenjhar
mossam ki bahar achi ho..
phoolon
mossam ki bahar achi ho..
phoolon ki kalyan kachi hon..
humare ye dosi sachi ho..
RAb sy bas ek doa hai mare piyare se DOST ki har subha achi ho..mehnazvenjhar
Sabne Kaha Dosti ek dard
Sabne Kaha Dosti ek dard hai,
Humne kaha dard kabul hai,
sabne kaha is dard ke saath ji nahi paoge,
humne kaha teri dosti ke sath marna kabul hai...mehnazvenjhar