If you have a girlfriend, boyfriend, wife, husband...a secret lover. Then these cute love messages and love quotes are for you. Romantic text messages galore find the perfect message to send to your lovers Mobile Phone.
Agar Woh Meherban Hota! To
Agar Woh Meherban Hota!
To Meri Aonkhon Main Na Jhil Milati Yeah Nami Hoti,
Na Meray Dil Ki,Wadi Main Khiza Ka Qafla Rukhta,
Agar wo Meherban Hota!
Meri Bay Noor Aaonkhon Main Sitare Qaid Kardeta,
Meri Zakhmi Hateli Per Woh Koi Phool Rakh Deta,
Meray Hathon KO Apnay Hathon
Main Layker Woh Ye Kehtha .
Mohabat Roshni Hay, Rang Hay Khushbo, Sitare Hay, Qasam
Mujhko Mohabat Ki!! Mujhay TU Sab Say Pyara Hay, Mager ESa Woh Tab Kehtha
"Agar Woh meherban HOta." maham khan
hai,
yeh jo rasta hai mera.
Tum agar na saath doon ge,
To ye kistarha katay ga?
Meri soch ki hado tak,
yeh guman bhi kaisey aey?
Koi pal
Bina tumharay........
Bhala kaisey beet jaey?
Mere paas Tum nahi ho?
Mere paas kab nahi ho?
Meri har dua ka mehvar,
Bas
ARZO TUMHARI!
Is arzo se agey,
Koi rasta nahi hai.
TUMHEIN kisqadar hai CHAHA......
Yeh Tumhein.........
PATA NAHI HAI! maham khan
k peo
Kabhi ishq or sharab mila k peo
Tum kaho gay kassay mumkin hai yah
Samnay sanam ko bitha k peo
Nazar say nazar milla k peoBroken Heart 03012436378
Khafaa ho jaise
saath chal mauj-e-sabaa ho jaise
log yuun dekh kar hans dete hain
tuu mujhe bhool gayaa ho jaise
ishq ko shirk kii hadh tak na badhaa
yuun na mil hamse Khudaa ho jaise
maut bhii aaii to iss naaz ke saath
mujh pe ehasaan kiyaa ho jaise
aise anjaan bane baithe ho
tum ko kuchh bhii na pataa ho jaise
hichkiyaan raat ko aatii hii rahiin
tuu ne phir yaad kiyaa ho jaise
zindagii beet rahii hai "daanish"
ek bejurm sazaa ho jaise: honey
ankhein bheeg jaati hain
teri ankhoon ko perta hoon tu ankhein bheeg jati hain
tuhara naam likhny ke ijazat cheen gy jab sy
koi b naam likhta hoon to ankhein bheeg jati hain
teri yaddon ki kushbookerkioon main raks kerti hai
tary gam main sulagta hoon tu ankhein bheeg jati hain
mein huns k je leta hoon judai k sab rasmay
galay jab usssky lagta hoon to ankhein bheeg jati hain
na janay iss qadar ho gia hoo gia hoon ehsas kab sy
kisi sy baaat kerta hoon ankheiy bheeg jati hain
wo sab guzary howy lamhat mujh ko yaad athy hain
tumhary khat jo perta hoon to ankhein bheeg jati hain
hazarooon mausam ki hukmarani hain mary dil per
^BADAL^main jab b hansta hoon ankhein bheeg jati hainadil mehboob
abi tu
bohat kuch kehna tha
bohat kuch sunna tha
tumhari hansi k sary nagmy sunna thy
tumhary laboon k sary phool chunna thy
nazak kaliaoon main chankati choriyoon k
abi janak sunna thii
chandi sy paoon main muskarati pailoon k
sarmati chankar sunna thee
teri hatelyoon k sada naqsh
khoosioon sy rangana thy
abi to kakoloon k banwoory sy
muhabat k phool chunna thy
abi to bohat sy unkahy lafz
tum sy kehna thy
abi to bohat sy un sunay dard
tum sy sunna thy
abi tu pechli umer k sary dukh
ikdojy sy bantana thy
abi to bohay sy udhoori kahaniyan thi
bohat sy be-naam keesay thy
jo sab tum sy kehna thy
jo sab tum sy sunna thy
abi to ankh main jalty askoon ko
hatelioon sy bujana tha
guzary dinno ke yaadoon per
aik saath rona tha
akhtay muskarana tha
agar hum dost hoty to
karam ke intaha krty
tumhay palkon py rakhtay hum
tumhay dil mei basaty hum
agar tum rhoot jaty tu
tumhay kitna manaty hum
agar milnay tum nahi atay tu
akar khud tumhay miltay
tumhary lagrishoon ko b
hansi mei hum urah dety
agar apni khata hoti tu
khud ko b saza daty
magr yeh sab jabi thaa
agar hum dost hoty...
magar itna hi jana hain
k tum ny ajjtaq hum ko
paraya keh k jana hain
kabihumdam na mana hain
agar hum dost hoty to...only 4..adil mehboob
main bikr jay ge
masla phool ka hai phool kider jay ga
hum tu samjy thy k ik zakam hain bar jay ga
kia kabar thee k RAG_E_JAN main utar jay ga
wo huwaoon ki tarah khana bajan phirti hai
ik jonkha hai jo ay ga aur guzar jy ga
wo jab aei ge to phir usski refakat k ly
musam-gul mary angan mei tehr jy ga
mujh ko tehzeeb k barzukh ka banaya waras
jurm py b mary ajdad k sir jy ga adil mehboob
chaha tha mujay
mari batein b galat,mary irady b galat
be-wafei ka yeh khud sakta buhtann b tassleem mujay
yeh b nah mana k gam dehr_jawan tha to gam-jann
ko meri aknh k ansoo na milay
jub zamanoon ki yeh be_hawein meri schoon ko jala deti hain
mai sochta hoon
jab gam_dehr ki palkein teri janab meri shidaat ko gata deti hai
main sochta hoon
jab kabi apni jafaein mujay khud apni nazroon main gira deti hai
main sochta hoon
tum ny b kon sa chaha tha mujay adil mehboob
(4 sad heart)
hm!
aj bhe tmhe chahte hn
hm!
aj bhe tm ko mante hn.
tum ho sahara mera
tum ho asraa mera.
hm!
aj bhe tum sa muhbt karte hn
hm!
aj tum sa pyar k shikayat karte hn.
kyn tum ese tarpate ho
kyn tum apne dil sa bhagate ho
hm!
aj bhe tere naqsh pa chalte hn
hm!
aj bhe tere sms ka intzar karte hn.
tum keho ya na keho kuch
hm to tumhe jaan kehte hn
hm!
aj bhe tumhe apne shaan kehte hn.
hm!
aj bhe tm sa mhbt karte hn.zeb panhwer\
wo the man tha
ek shaam ka pehr tha.
dil the dharkan tha
mohbton ka shehr tha.
wo the man tha
husn ka chrcha aam tha.
chandne the ya chand tha
bas uska chehra tha.
chaht the chahton ka samndar tha
manzil the rasta tha
wo the man tha.
"jaan" the jigr tha
kehn kia tm sa "abida"
ese the wese the
tere jesa koe nh tha
wo the man tha.zeb panhwer
han!
jb man door chla jaon
lot k na aon
han!
jb man door chala jaon
lot k na aon
wishwas rakhna
mare mohbt ka
jo de kasm to na sath jene aur marne ka
han!
jb man door chala jaon
lot k na aon
mara pyar koe kagz k kashte nh
rait k bane hoe baste nh
han!
jb man door chala jaon
lot k na aonzeb panhwer
THE
WO SHAM K KHUBSURATE KIA TEH
TERE ZULF THE BHKRE BKHRE
WO TERE ADA THE TO KIA THE
WO TERE PEHLE MULAQAT KIA THE
WO CHAND K CHANDNE KIA THE
TERE BHAON THA MAN KIS ROZ
WO TERE WAFA KIA THE ALI aurangzeb panhwer DADU
Maan Lathay Hain... Yah Nah Pochain Usay kya Hum Daithay Hain... Buss Us Ka Harr Dukh Lathay Hain... Harr Khushi Day Kar Usay Zindgee Bana Lathay Hain Sagar
hoo;
tum mugh ko achaa lagtaa hoo;
kuch chanchal sa,kuch chup chup sa,
kuch pagal pagal lagta hoo;
hai chahna wala aur bohat;
per tum ma hai ak baat bohat;
tum apnaa apnaa lagta hoo;
ak baat khahoo agar sunta hoo;
tum mugh ko achaa lagtaa hoo; Shan
main utarta hai mujhe
maar muhabbat ki hamayshaa marta hai mujhe
main us ka lamhaa ay mojood hun magar woh shakhs
fuzool wakt samajh kar guzaarta hai mujhe hunny
Chand Lamhon Ki Zindgani Hai
Nafraatoon Say Jeeya Nahin Kartay
Lagta Hai Ab Dushmanon Say Ghuzarish Karni Paray Gi
Kion K Dost Tu Yaad Kia Nahin Kartaymurtuza-09924853312
Hoti Hai
Aisey Hi Mohabbat Ki Shorowat Hoti Hai
Tumharay Hi Khayalon Main Khoye Rehtay Hain
Pata Nahin Kab Din Aur Kab Raat Hoti Hai murtuza-09924853312
Badal Jatay Hain
Zindagi Ki Rahoon Main Insaan Badal Jatay Hain
Badaltay Nahin Pyaar Kabhi
Pyaar Karnay Walay Insaan Badal Jatay Hain murtuza-09924853312
raah mein
hassi chamakti rahe aapki nigaah mein
kadam kadam par mile khushi ki bhaar aapko
dil deta hai yehi dua baar-baar aapko
"Badi asaani se dil lgaaye jaate hain
par badi mushkil se waade nibhaye jaate hain
le jaati hai mohabbat un raaho par
jaha diye nahi dil jalaaye jaate hain " murtuza-09924853312
"Humse door jayoge kaise,
Dil se hume bhulayoge kaise,
Hum to vo khusboo hain jo aapki saanso mein baste hain,
Khud ki saanso ko rok payoge kaise "murtuza-09924853312
to kabhi khushi,
kabhi hasaati hai to kabhi rulati hai.
khud se jyada kisi pe bharosa mat karna,
kyon ki andhere main to parchai bhi saat chod jaati
hai.. " murtuza-09924853312
gaya,
Gairo sa kya gila jab aapna chala gaya,
Jeet to sakta tha ishq bi bazi ko ham bhi,
Magar tumhe jitana ka liya harta chala gaya.murtuza-09924853312
Mehfil ma na sahi ,
Tanhai mai to yaaad karo gei ,
Kabhi to os rab se faryaad karoo ge ,
Na mila hai na mile ga muj jaisa sathi ,
kabhi to is baat per naaz karoo gei. RIZE 0334-5700571
mangte hain,
Duaao mein aap ki hansi mangte hain,
Kia mange Aap se?........
Chalo aap ki umar bhar ki dosti mangte hain.....!
TAKE CARE & GOD BLESS U. great
saath Hai Ab Mujhe Is Zamane Ki Parwa Nh jan Le Lo bhi Mein Jan de Doon Bhi Mein Koi Kimat Chukane Ki Parwa nh Aay Meri zindagi tu Mere Saath Hai.
Qudratan Husein Tera Hai Hain sab Se Haseen duniya dari ki is Mein Milawat Nh Tujh ko Pana Hai Mujhe ko Kisse Haal mein Tum Pe Jan Bhi Lotane Ki Parawa Nh
...........Aay Meri Zindagi Tu Mera Saath hai........ALI..