Ishq k darya main jo
Ishq k darya main jo bhi doba..phir isko kabhi kinara na mila...or tum nay jisko dost bna k chor dia...phir usko kabhi sahara na mila fairy
TERI HANSI KO MUHABBAT SAMAJH
TERI HANSI KO MUHABBAT SAMAJH BEHTHE.
KAHIN MUSKARANA TERI AADAT TO NAHI.?Fahad 0301-6656568
na jagao dosto mugh ko
na jagao dosto mugh ko es alaam e madhoshi sey
mugh sey uth ker us ki yaad k war sahy na jaty Fahad 0301-6656568
Yunhi ghut ghut ke mar
Yunhi ghut ghut ke mar jaana humein manzoor tha lekin
kisi kam'zarf pe zaahir na ki majbooriyaan hum ney Fahad 0301-6656568
MERE DAAG-E-DIL SAY HAI ROSHNI,ISI
MERE DAAG-E-DIL SAY HAI ROSHNI,ISI ROSHNI SAY HAI ZINDAGI
MUJHE DAR HAI, AYE MERE CHAARAAGER, YEH CHIRAAG TU HI BUJHAA NA DAY Fahad 0301-6656568
HUKUM YEH HUM KU MILA
US
HUKUM YEH HUM KU MILA
US KAY SIWA KUCH MAANGIYE
UTH GAYE DAST-E-DUA
LAB PER DUA KUCH BHEE NAHEE Fahad 0301-6656568
NAHI TU GHAFIL TO PHIR
NAHI TU GHAFIL TO PHIR KION ITNA TAGHAFIL HUM SE
AUR HAI GHAFIL TO PHIR YE TARZ-E-TAGHAFIL KIYA MANEY Fahad 0301-6656568
Mere marney ke baad mere
Mere marney ke baad mere seenay se dil nikaal lena
Kahin woh na dab jaye jo mere dil mein rehta hai Fahad 0301-6656568
Mere Dil Ki Har Dharkan
Mere Dil Ki Har Dharkan Tumhare Liye Hai
Meri Har Dua Tumhari Muskurahat Ke Liye Hai
Tumhari Har Adaa Mere Dil Ko Churane Ke Liye Hai
Ab To Meri Zindagi Tumhare Intezar Ke Liye Hai adilmehboob0321 4870654
Tu mujhy hath per saja
Tu mujhy hath per saja ly kangan ki tarah,
Main liptna chahta hoon tujh sy aanchal ki tarah,
Daikho kabhi na tum in aankhoon main aansoor lana,
Main saja hoon teri aankhoon main kajal ki tarah,
Our tu hay mery dil main is tarah,
Jesy baithi ho new saij per dulhan ki tarah. adilmehboob0321 4870654
NA KAR MOHABBAT MOHABBAT TERE
NA KAR MOHABBAT MOHABBAT TERE BAS KI BAAT NAHI,
JO MOHABBAT MAIN DIL CHAHIYYE WOH TERE PAAS NAHI.
Basharat
Teri yadon kay sher main,
Teri yadon kay sher main, main kho sa gaya hon
Main jab sochta hon tumhain sochta hon
Meri manzil hai bas tu, tu hi meri manzil
Main jab mangta hon tumhain mangta hon
Dakhnay ko bohat kuch maray har taraf hai
Main jab dekhta hon tumhain dekhta hon
Mujhay kushian milain yah milain sirf gham
Main yah zindagee teray sang chahta hon
Poet:- Irfan Sunpal (0322-6100395 / 03007300331)
Sazaa dene waale razaa puchte
Sazaa dene waale razaa puchte hai
Jine ki humse vajah puchte hai
Dete hai khud hi zehar humko aksar
Phir kitna hua hai asar puchte hai ali
D:- dastak bhi na de
O:-
D:- dastak bhi na de
O:- or apna banale
S:-sanso ma base jo
T:-takdeer jo sanware
I:- is riste ko kehte hain dosti
D O S T I shano
Hum ny tum sy tumheen
Hum ny tum sy tumheen manga
or tum muskura diye
tum yeh bhe to keh sukty thy k
meri jaan bhalla apni cheezen bhe mangijati hain Shani 03336362545
HAR HASI KA MATLAB IZHAR
HAR HASI KA MATLAB IZHAR NAHI HOTA,
HAR KHAMOSHI KA MATLAB INQAAR NAHI HOTA,
YUE THO UTHTI HE AANKHE HAZARON KI AUR,
HAR NAZAR KA MATLAB PYAR NAHI HOTA. TRUPTI PANDYA
toot jatay hain sabhi rishtay
toot jatay hain sabhi rishtay
magar dil ka dil say rishta apni jaga
tujh se na milnay ka yaqeen hai magar
tujh se milnay ke dua apni jaga
tumhari khushbu ka narm jhonka
tumhari khushbu ka narm jhonka
bohat dhere se chu k mujhko tare pahlu ma le gaya tha
our waqt ka dhara thahar gaya tha ...teri zulfo k ghanay saay
mare seenay k raigzaro pe cha gai thi
k jaise barso se tapte howe sehra pe ghata toot k barsi ho
our tari khushbu ka narm jhonka mari sanso ma dhall gaya tha
meray mehboob nay wada kiya
meray mehboob nay wada kiya hai panchwain(5th) din ka.........kahin se sun liya ho ga zindagi chaar(4) din ki
hai
youn bi door door thay
youn bi door door thay yon bi seenoon main kadoorat thi.......tum nay rasman bhula diya warna is takaluf ki
kya zaroorat thi
PiyaaR "phooloon say pyaar hawa
PiyaaR "phooloon say pyaar hawa say piyaar akhir kai cheez hai piyaar bataon mein piyaar lafzoon mein
piyaar hotoon mein piyaar Teri her ada mein piyar KiON Hota hia piyaar. Her dil ki murraad hai piyaar dil say dil
ki raha hai piyaar her rishtay ki buniyaad hai piyaar tujh mein piyaar mujh mein piyaar ... zindagi ki shorowaat
hai piyaar moat k baad hia piyaar her jahga hai piyaar..... ajj say hahi piyaar kal say tha piyaar.. garz ye k her
pal say hai piyaar Do diloon k beach hota hia piyaar ashiq ko mehbooba say hota hia piyaar Tum ko hai piyaar
mujhay hai piyaar to kiss baat ka hai intezaar.. Aoo saab saath mein karain piyaar.. her piyar k badlay piyaar
nahi her piyaar ka matlaab piyaar nahi ye piyaar na ho to na tum ho na hum.. kisi ki khushi hai piyar to kisi ka
gum hai piyar.. "
Kaash Tum Nay Mujhey Hansaya
Kaash Tum Nay Mujhey Hansaya Hotta
Kaash Tum Nay Mujhey Hansaya Hotta
Kaash Tum Nay Mujhey Rulaya Hotta
Kaash Gussay Main He Apna Bulaya Hotta
Kaash Mujhey Yaad Ker K Apnay Dil Ko Behlaya Hotta
Kaash Meri Yaad Satati Tumhain
Kaash Merray Bina Neend Na Atee Tumhain
Kaash K Tum Meri Mohabbat Ko Pehchaan Patee
Kaash K Tum Mujhey Apna Hee Bana Patee
Kaash Main Tumhain Apni Bahoon Main Khilata
Kaash Main Tumhari Zulfoon Main So Jata
Kaash K Tum Dil Say Chahtee Mujhey
Kaash K Apna Saya Banatee Mujhey
Kaash Main Teri Aankhoon Ka Kajol Hotta
Kaash Main Iss Barish Ka Badal Hotta
Kaash Tum Merray Sennay Say Lipat Ker RoteekashKaash K Merray Bina Teri Subhoo Na Hotee Kaash Kash
asa na hota......?
ham say mohbatoon kee namaish
ham say mohbatoon kee namaish na ho sakay gee
bas itna jantay hain kay tujay chatay hain hum. 3044740970
tum meray pass hotaay ho
tum meray pass hotaay ho goya..
jab koi dosra nai hotaa...
nahi aati too yaad tumhari
nahi aati too yaad tumhari maheeno tak nai aati..
magar jab yaar aatay ho to aksar yaaad aatay ho..
dharkan main mojood ho lahoo
dharkan main mojood ho lahoo main tum raawan ho..
magar meri hathoon ki lakeron main najanay tum kahan hoo.
Ruthne ka haq aap rakhte
Ruthne ka haq aap rakhte hai manane ki chahat hum rakhte hai,
Aapke hoton pe muskurahat yu hi bani rahe,
Yehi dua rab se hum roz karte hai.
Kaash dil ki awaaz me
Kaash dil ki awaaz me itna asar ho jaye ki hum jise
Yaad kare use khabar ho jaye,
Rab se yahi dua hai meri,
K aap jise chahe woh aap ka humsafar ho jaye.
Full Name: Osman +92 (0) 3454 566641
Kafi hai husn dil ko
Kafi hai husn dil ko behlane ke liye,
Mohabbat karlo dil ko dukhane ke liye,
Chahe bhale pade gam se vasta,
Ik hum jaisa dost rakhna sab gamo ko bhulane ke liye.
Anjane me hum apna dil
Anjane me hum apna dil gawa baithe is pyar me kaisa dhoka kar baithe
unse kya gila kare bhool hamari hi hai jo bina dilwalon se dil laga baithe
Har khushi dil ke karib
Har khushi dil ke karib nahi hoti,
Zindagi gamo se dur nahi hoti,
Ae dost is dosti ko sanjokar rakhna,
Aisi dosti har kisi ko nasib nahi hoti.
Hum mitti ka aashiyana banate
Hum mitti ka aashiyana banate gaye,
Bana bana kar unhe mitate gaye,
Hume koi na apna bana saka,
Hum har kisi ko apna banate gaye.
Kaun hai jo manzil se
Kaun hai jo manzil se door nahin,
Kaun hai jo zindagi se majboor nahin,
Gunaah to sabhi karte hain,
Humari nazar mein to khuda bhi bekasoor nahin.
Full Name: Osman +92 (0) 3454 566641
Kab unki palkon se izhaar
Kab unki palkon se izhaar hoga,
Dil ke kisi kone mein hamare liye pyar hoga,
Guzar rahi hai raat unki yaad mein,
Kabhi to unko bhi hamara intezar hoga.
Full Name: Osman +92 (0) 3454 566641
Nazroo se jab nazar ka
Nazroo se jab nazar ka takrar hota hai,
Har mod par kissi ka intezaar hota hai,
Dil rota hai zakham haste hai,
Isi ka naam to pyaar hota hai.
Full Name: Osman +92 (0) 3454 566641
Unhone dekha aur aansu gir
Unhone dekha aur aansu gir pade,
Bhari basant mein jaise phool bikhar pade,
Dukh woh nahin ki unhone hume alvida kaha,
Dukh to ye he ki uske bad wo khud ro pade.
Full Name: Osman +92 (0) 3454 566641
Mana ye waqt hame yaad
Mana ye waqt hame yaad karne wala nahi,
Par bewaqt he yaad karliya karo,
Mana aapke aspas sari duniya hai,
Kabhi hamari kami ka bhi ehsas karliya karo.
Full Name: Osman +92 (0) 3454 566641
Nashili aankho se wo jab
Nashili aankho se wo jab hamein dekhte hain,
Hum ghabraakar ankhen jhuka leite hain,
Kaun milaye unn ankhon se ankhen,
Suna hai wo ankho se apna bana leite hai.
Full Name: Osman +92 (0) 3454 566641
Chandni raat main jab sara
Chandni raat main jab sara jahan sota hai kisi ki
yaad main koi badnaseeb rota hai,
khuda kisi ko pyar pe fida na kare aur kare to juda nakare.
Full Name: Osman +92 (0) 3454 566641
Hum nibhayenge dosti marte dum
Hum nibhayenge dosti marte dum tak,
Hum hasayenge tumko gham se khushi tak,
Aye dost kabhi humse naraz na hona,
Saath rehna hamare akhiri dum tak.
Full Name: Osman +92 (0) 3454 566641
Aankhon me rahne walo ko
Aankhon me rahne walo ko yaad nahi karte,
Dil me rehne walo ki baat nahi karte,
Hamari to ruh me bus gaye hain aap,
Tabhi to hum milne ki fariyaad nahi karte.
Full Name: Osman +92 (0) 3454 566641
Tujse dosti karne ka hisab
Tujse dosti karne ka hisab na aya,
Mere kisi bhi sawal ka jawab na aya,
Hum to jagte rahe tere hi khayalo me,
Aur tujhe so kar bhi hamara khawab na aya.
Full Name: Osman +92 (0) 3454 566641
Jakham aisa diya ki koi
Jakham aisa diya ki koi dawa kaam na aayi,
Aag aise lagayi ki paani se bhi bhuj na payi,
Aaj bhi rote hai unki yaad main,
Jinhe hamari yaad hamare guzar jane par bhi na aayi.
Full Name: Osman +92 (0) 3454 566641
Bhool jane ka hounsla na
Bhool jane ka hounsla na hua,
Door rah kar bhi wo juda na hua,
Unse mil kar kisi aur se kya milte,
Koi dusra unke jaisa na hua.
Full Name: Osman +92 (0) 3454 566641
Laughter is the jam on
Laughter is the jam on the toast of life,
It adds flavour keeps it from being too dry & makes it
Easier to swallow lifes sorrows!
Roz raat aap mere sapne
Roz raat aap mere sapne main aate ho
Mere pyar ka mouse bana ke ungaliyon pe nachate ho sanjurohit
Tere pyar ka email mere
Tere pyar ka email mere dil ko lubhataa hai
Par bicch main tere baap ka virus aa jataa hai sanjurohit
Aur karvaaoge humse kitnaa intejaar
Hamaare
Aur karvaaoge humse kitnaa intejaar
Hamaare dil ke site pe kabhi enter to maro yaar sanjurohit
Apne insult ka badalaa dekho
Apne insult ka badalaa dekho kaise loonga
Jaaneman tere baap ko shift delete kar doonga sanjurohit
Aapke ke nakhare apne dil
Aapke ke nakhare apne dil pe bang ho gaye
Do pc joodte joodte hang ho gaye sanjurohit
Aap jaiso ke liye dil
Aap jaiso ke liye dil ko cut diya karte hai
Warna baaki cases main to copy paste kiya karte hai sanjurohit
Aapka hasnaa aap ka chalnaa
Aapka hasnaa aap ka chalnaa aap ki woh style
apke adaaon ki hamne save hai kar li file sanjurohit
ek sher nazar karta hoon
ek sher nazar karta hoon
ek sher nazar karta hoon
Raat thi, Alam Madahosh tha,
Zarra zarra neend mein behosh tha,
Pattiyan Khadaki, Main Samjha wo aaye,
Magar saala KHARGOSH tha.sanjurohit
Raat kya chali gayi sitaare
Raat kya chali gayi sitaare chale gaye,
Gairo se kya gila jab apne chale gaye.
Jeet to sakte the ishq ki baazi hum bhi,
Par unhe jitane ke liye hum haarte chale gaye.sanjurohit
Guzarte lamho me sadiya talash
Guzarte lamho me sadiya talash karta hoon,
Ye meri pyas hai nadiya talash karta hoon,
Yahan to log ginate hai khubiya apni,
Me apne aap me kamiya talash karta hoon.sanjurohit
waada na karo agar nibha
waada na karo agar nibha na sako
chaho na usko jis ko tum pa na sako
DOST duniya main bohut hain
par ik khass rakho
jis k bina tum muskura na sako
Chacho tu dil se hum
Chacho tu dil se hum bhola dana chacho tu dil se hmko mita dana pr ye wada karo k aaye jo yaad hmari tu
rona nahi bs muskara dana
Tujhe Kisi Aur Ke Dil
Tujhe Kisi Aur Ke Dil Mein Dekh,
Mein Khuda Se Karne Gaya Fariyad,
Kya Karen, Kambakhat Khuda Bhi
Tumhara Chaahane wala Nikla. sanjurohit
Har Waqt Ikrar Karne Par
Har Waqt Ikrar Karne Par jawab Milta Hein Nahin
Itne Zulm Seh Chuke Ho, Unme Ek Zulm Aur Sahi. sanjurohit
Voh Sadak Ke Us Paar
Voh Sadak Ke Us Paar Thi
Hum Sadak Ke Is Paar The
Kuch Hum Aage Badhe, Kuch Voh Aage Badhi
Hum Kuch Aur Aage Badhe, Voh Bhi Kuch Aur Aage Badhi
Hum Kuch Aur Aage Badhe, Voh Bhi Kuch Aur Aage Badhi
Ab Hum Sadak Ke Us Paar The, Aur Voh Sadak Ke Is Paar Thi. sanjurohit
Dharti se aasmaa tak, aasmaa
Dharti se aasmaa tak, aasmaa se dharti tak
Dharti se aasmaa tak, aasmaa se dharti tak
Dharti se aasmaa tak, aasmaa se dharti tak
Dharti se aasmaa tak, aasmaa se dharti tak
[Audience: Are bhai, aage bhi to bolo.]
Hawa hi hawa hai. sanjurohit
Gam woh cheez hai
Jisse kagaz
Gam woh cheez hai
Jisse kagaz chipkaye jaate hain sanjurohit
Kyon apni kabra khod raha
Kyon apni kabra khod raha hai Galib
La, phawda mujhe de.sanjurohit
Bhaisaheb, ek sher yaad aaya...
Irshaad..
Arz
Bhaisaheb, ek sher yaad aaya...
Irshaad..
Arz kiya hai: Roarrrrrrr.sanjurohit
Tumko dekha to yeh khayaal aaya
Ki kal raat maine itna kyon khaya.
kisi se milne ki ummid
kisi se milne ki ummid na thi
milkar bichhadne ki tamanna na thi
Khuda ke saamne majboor the warna
haalat ke saamne sir jhukane ki aadat na thi sanjurohit
sitaron ki mehfil humne maangi
sitaron ki mehfil humne maangi na thi
jugnuo ki chamak hi kaafi thi
andhere se na jaane kyun dil laga liya warna
chandni ki is jindagi me kami na thi sanjurohit
dil ki baat jubaan tak
dil ki baat jubaan tak laani na thi
ilzaam apne wafa par leni na thi
kismat hume is mukaam tak le aaye warna
shikayat hume is jindagi se kabhi na thi sanjurohit
Kuch uljhe hue swalon se
Kuch uljhe hue swalon se darta hai dil,
Na jane kyun tanhai mein bikhrta hai dil
Usko pane ka khyal koi badi baati nahi,
Bas usko kho dene ke khyal se darta hai dil. sanjurohit
Ishq se milti hai jo
Ishq se milti hai jo tanhaiyan
hum kaise unka dard bayan karenge,
Ek se he itni mohabbat kar li hai
Ki auro se ab mohabbar kya karenge.sanjurohit
Kisi ne kaha phool se
Kisi ne kaha phool se k mujhko bata
tu aaj tak kyu khilta raha.
tune to di sabko khushbu tujko kya milta raha?
Phool ne muskurakar kaha abhi tu nadan hai,
jivan ke sachey pyar se abhi tu anjan hai,
Dene ke badle kuch lena vo to ek vyapar hai
Jo de kar bhi kuch na mange vo hi sacha pyar hai. sanjurohit
Aks koh apne chupaate hain
Aks koh apne chupaate hain woh,
zamaane mein pehchaan ho jaane doh,
Nafrath bhare is zamaane koh kya kadar
khud koh humaara Ahbaab ban jaane doh,
Nafrat agar Afshaan hain toh mohabbat Afroz,
ki iski chamak mein zamaane koh jal jaane doh,
Parda rahe humpar yeh toh hum bhi chahate hain,
chaahat par seh humaari toh pardaa dhal jaane doh,
Darna zamaane ki zulmath seh aab-aab hain,
aao ab toh mohabbat ho jaane doh.sanjurohit
Full Name: Osman +92 (0) 3454 566641
Gam ki aahat na aaye
Gam ki aahat na aaye tere dar par,
Pyar ke samander ka tum bhi ek kinara ho,
Bhool se jo tapke teri aankhon say moti,
Thame wohi jo tumhe sabse pyara ho.
Full Name: Osman +92 (0) 345 566641