Urdu sms messages

If you have a girlfriend, boyfriend, wife, husband...a secret lover. Then these cute love messages and love quotes are for you. Romantic text messages galore find the perfect message to send to your lovers Mobile Phone.

Lafz aap do; Geet hum

banayenge Manzil aap pao; Raasta hum dikhayenge Khush aap raho; Khusian hum dilayenge Aap bus dost bane raho; Dosti hum nibhayen ge... Adnan Ch 03218856799

pyar karo gy tu dil

tutyga. na karo gy tu daman chooty ga. apna banawoge to roona paryga. pass aoogy tu khoona pary ga adilmehboob0321 4870654

phool phool sy juda hai

magar kushboo sy nahi. tum mujh sy juda ho magar ,mary dil sy nahi.adilmehboob0321 4870654

pyar tumsy na kerty. to aur

pyar tumsy na kerty. to aur kia kerty, jaan tumhary naam ki kerty tu aur kia kerty tum zindagi ho humari. tumpe na merty tu aur kia kerty adilmehboob0321 4870654

teri chahat hai pehli tamana

mari. tere dam sy hai saathi ye duniya meri tujhe pakara hai poro howi hasratein tere saanso sy chalti hai saans meri adilmehboob0321 4870654

tut giya dil per arman

wohi hai. dur rehty hai fir b pyar wohi hain. janty hai ki mil nahi sakta magar in ankhon main intazar wohi hain adilmehboob0321 4870654

yahi to khubsurat pyar ka

nata hai. jo bina kisi shert k jia jayta hai. rehe duriyaan darmiyan to kya howa. pyar to her pal dil me basaya jata hai adilmehboob0321 4870654

ap ki yaad dil bekrar

kerti hai. nazar talash ap subko bar bar karti hai. gila nahi jo door hai apsy. ap sabki toh judai b humsey pyarr kerti hain for all my frnd specially{s) adilmehboob0321 4870654

bina khawaboon k b koi

so paya hai. bina yaadon k b koi kho paya hai. dosti apki darkhenhai is dil k . dil b kabhi darkhen sy juda ho paya hai adilmehboob0321 4870654

na main us sy izzhar

ker saka na wo mujh sy izhaar ker saka waqt yuhni guzarta gia na wo intazar ker saki na main intazar ker saka adilmehboob0321 4870654

JISKI QURBAT MEIN QARAR BUHT

HAI USKA MILNA DUSHWAR BUHT HAI JO MERE HAATHON KI LAKEERON MEIN NAHI USS SHAKS SE HUMEIN PYAAR BUHT HAI...Shayan

baat karna na koi dill

ko dukhanay wali kasam tot jai na sath nibhanay wali zindagi tujh sae bicher kar bhi guzer jain gi baat mushkill hai mager tujh ko bholanay wali.....zaman/03338233610

Mout ki good main jab

sona ho ga, Na koi takya , na koi bichona ho gha, Bas ham hoon gy hamari tanhaie ho gi, our kabarstan ka ik kona ho ga,KK 03452285543

Kar baitha hai dil yaa

muhabbat tumse,utni jitni kabhee kisi say nahi ki Jo mujhe tumhara dil kal ko todna pada to, mujhe bewafa na samjhna Baandh ke rakha hai mujhe aaj is duniya aur unke sanskaaron ne tumhare saath baandha daaman khol dun, tu mujhe bewafaa na samjhna In nazron main muhabbat tumhara liya hai, ur hamasha tumhare liya hi rahegi Par ager kal ko tum say nazrein na mila paun, tu mujhe bewafaa na samjhna Dil hi dil main karti ayi hon aik arse say main ibadat sirf tumhari Kal ko kise aur ka hath thamna pade, tu mujhe bewafaa n HAMID MIRZA CELL # 03026318100

Kafi hai husn dil ko

behlane ke liye, Mohabbat karlo dil ko dukhane ke liye. Chahe pade gam se vasta, Ek dost rakhna sab gamo ko bhulane ke liye.... +92+3453528295 Umee

Us-se Mulakath Huwi, Ankho se

baath huwi, Dil se dil ki pehchan huwi, Wakt aya jaan deneki tho hum tayyar thee, par wo befawa hamari jaan leke kisi aur ke saath bhag chali... Deepu 09847774000

Dard jitna saha jaye utna

hi sehna,Kisi ke dil ko lag jaye vo bat na kehna, Milte hai hum jaise log bahut kam,IsliyeKABHI ALVIDA NA KEHNA. Deepu 09847774000

who gazal hi kya jis

may tari yad na ho.tara naam na ho.kyu kay taray naam or tari yad say mari gazal banti ha. muddassar jutt

MAY APNI JAAN BHI DEDON

MAGAR TUJHE ETEBAR NAHI KAY TUJHE SAY BAR KAR MUJHE KESI SAY PYAR NAHI NOOR_AFRIDI

HUM SEHRA MAY TUMHAY KION

KAR SADA DETHAY TOO MIL BHI JATA TO TUJHE GAWA DETHAY EK TUM NAY HI NAHI SONAYA HUMAY GHUM APNA WARANA DOWA WO KARTHAY KAY ARSH TAK HELA DETHAY NOOR_AFRIDI

zindagi mai pyar mat karna

ho jai to inkar mat karne inbha sako to chalna usi ki rah pai warna kisi ki zindagi bar bad mat karna asma

khodai nahi bass wafa chahthay

hay raho humaray yehi dowa chahthay hay na chin jayeh hum say yeh sakoon or qarar tumharay hi qadmo may jaga chahthay hay NOOR_AF RIDI

Ab umar ho gayi hai

dil ki kitaab mein, Kuch khusk paton ke siva kuch nahin raha, Jazbaat tamaam kho gaye lamhon ki dhool mein, Ab dil mein dharkanon ke siva kuch nahi raha. Osman (0301-4876609 ~03454566641)

Nakaam si koshish Hazar kiya

karte hain, Hum hain ki unse pyar be-had kiya karte hain, Khuda ne takdir me ek tuta tara nahi likha, Aur hum hain ki chaand ki aarzu kiya karte hain.Osman (0301-4876609 ~03454566641)

Ek ajnabi se mujhe itna

pyaar kyon hai, Inkar karne par chahat ka ikraar kyon hai, Use pana nahi meri taqdeer mein shayad, Phir har mod pe usi ka intezar kyon hai? Osman (0301-4876609 ~03454566641)

Aansuon ko bahut samjhaya ke

yun na aya karo, Mehfil mein hamara mazaak na udaya karo, Is par aansu bole mehfil mein tumhe akela paate hain, Isliye chale aate hain ! Osman (0301-4876609 ~03454566641)

Heer kahe Raanjhe se, O

Heer kahe Raanjhe se, O Sun Mere Raanjhnaa! Jhuthe bartanon Ko Tum, > Ragad- Ragad Kar Maanjhnaa!Osman (0301-4876609 ~03454566641)

Khuda kisi ko kisi pe

fida na kare, Kare to qayamat tak juda na kare, Yeh mana ki koi marta nahi judai mein, lekin jee bhi to nahi pata tanhai me.Osman (0301-4876609 ~03454566641)

Ankho me aansuo ko ubhar

ne na diya, Mitti ke motiyo ko bikhar ne na diya, Jis raah pe pade the tere kadamo ke nishan, Us raah se kisi ko gujar ne na diya.Osman (0301-4876609 ~03454566641)

Arz kiya hai, Teri galiyon

me na rakhenge kadam.. Aaj ke baad.. Kyonki kichar bahot ho jata hai. Barish ke baad. Osman (0301-4876609 ~03454566641)